Unknown

Jahannam Ke Thekedaar [Part 08]

Jahannam Ke Thekedaar [Part 08]




Pichhle Post Me Tazim E Rasul Sallallaho Alayhe Wasallam Aur Tauhin E Risalat Sallallaho Alayhe Wasallam Ke Bareme Aayat e Qurani Se Ilm Hasil Kiya ....



Humare Aksar Nasamaj Sunni Dost Ko Jab Wahabi- Deobandi Ki Ibaratey (Gandey Bielifs /Gustakhiya) Dikhaii Jaati Hai To Be ilm Sunni Dost Ek Hadish E Paak Pesh Kartey Hai -



Innamal Aamalo Bin Niyate"



Yani Aamalo Ka Daro Madaar Niyat Par haii



Aur Kahtey Hai Ki Kya Bhala Wahabi-Deobandi Maulvio Ne Jo Galat Likha Usme Unki Niyat Tauhin O Beadabi Ki Na Thi ...



Al Jawaab -



Iss Hadis Ka Yahi Matlab Hai Ki Har Naek Aamaal (Good Deeds) Ka Sawaab Naek Niyato Par Hai , Hargij Yah Matlab Nahi Ki Har Kaam Me Niyat Mo'tabar Ho , Warna Har Jutha Saks ALLAH Azzawazal Ki Shaan Me Kufr Kahta Rahega Aur Kahega Ki Meri Niyat Kufr Ki Nahi



Sahaba E Kiram Ridwanullahe Ta'la Azmaeen Mustafa Jaan E Rehmat Sallallaho Alayhe Wasallam Ko RAEENA Kah Kar Khitaab Farmatey Lekin Munafiq Aur Yahoodi Is Lafz (word) Ko Tauhin Aur Gustakhi Ke Mana Me Pukartey They



Lihaza ALLAH Ta'la Ne Sahaba E Kiram Ko Raeena Kehne Se Mana Farmaya Aur Quran E Mazid Me Farmaya -



Aey Imaan Walo! Raeena Na Kaho Aur Yu Kaho Ki Huzoor Hum Par Nazar Rakhe Aur Pahle Se Hi Bagaur Suno Aur Kafiro Ke Liye Dardnaak Azaab Hai"



Reference



Surah Baqrah Aayat No.104



Is Aayat Se Pata Chala Ki Jo Lafz Ka Maana Kafir Galat Kartey Ho Usey Na Kaha Jaye.



Isi Tarah Wahabi-Deobandio Ki Gustakhi Kufr Hai



Continue......