Unknown

I'tikaf Ka Bayaan Part-10


▫Post--10 ☪Aetikaf Ka Bayaan☪
〰🔸🔹〰🔸〰🔸🔹〰🔹

بسم الله الرحمن الرحيم
الصــلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ

*▶Sawal-Aetikaf Se uthne ka tariqa kya hai*

🔄Jawab- Aetikaf se uthne ke liye Aise na daude jaise qaid se riha hote hain balki khub ro ro kar apne gunaho or kotahiyon ki muafi talab kare or khub gidgida kar tamam Bhaiyon ke Aetikaf ki qubuliyat ki dua kare or tamam ummat ki bakhshis ki dua mange or jin bato se Aetikaf ke dauran bache rahe in tamam baton se tamam zindagi me bhi bachne ki koshis kare

📚:- Aurton ke masail,p-212

*▶Sawal-Aetikaf ke dauran Tambaku wala paan khan kaisa hai*

Jawab- Aetikaf ke dauran tambaku wala paan na khayen kyun ke munh se badbu aati hai.

📚:- Aurton ke masail,page-213

Continue. ..
___________________________