Unknown

AQEEDA-E-TAUHEED【Part-08】


●"ALLAHTA'ALA" k liye makaan saabit karnay say aadmi kaafir hojata hy"
(FATAWA ALAMGIRI, MISRI, JILD-2, PAGE-259)
(BEHRUR'RAIQ, MISRI, JILD-5, PAGE-125)


●"agar kisi nay kaha ki "KHUDA" aasmaan par jaata hy, woh kaafir ho gaya, isliye ki "ALLAHTA'ALA" makaan say paak hy"
(FATAWA QAZI KHAN, JILD-4, PAGE-43, PRESS-FAKHRUL MATA'BAY)

●"ALLAHTA'ALA" zamaan-o-makaan say paak hy, q ki makaan aur zamaan makhlooq may daakhil hy"
(SHARHAY-FIQH AKBAR, PAGE-24)

●"jo "ALLAH" ki sifto'n may say kisi sifat ko "US" ki makhlooq say tashbeeh day "KHUDA" ki qasam woh kaafir ho gaya"
(SHRAH FIQH AKBAR, PAGE-14)

●"ALLAHTA'ALA" k liye makaan saabit karna kufr hy"
(FATAWA HINDIYA, JILD-2, PAGE-259, PRESS-DAAR-E-YAHYATTURAS)

●ab wahabi firqa jo

"MA'AZALLAH"

"ALLAHTA'ALA" k makaan saabit kartay hyn aur aasmano ko "ALLAHTA'ALA" ka hidkowater batatay hyn, UN say sawaal ki

WAHABIO TUM HI BATAO ARSH MAKAAN AUR MAKHLOOQ HY YA NAHI ??????

aur

IN TAMAAM CHEEZO KO BANANAY SAY PEHLAY "ALLAHTA'ALA" KAHA THA ??????

JO MAKHLOOQ HY KYA WOH FANAAH NAHI HOGA ??????

phir jab yah tamaam cheezay'n khatam hojayengi to TUMHARA "MA'ABOOD" KAHA JAYEGA ??????

🔃To Be Continue..↔🔜