●"ALLAHTA'ALA" MAKHLOOQ SAY PEHLAY MAUJOOD HY
●"US" k liye na pehlay hy aur na ba'ad, na oopar na neechay, na daaye na baaye, na aagay na peechay, na lamba na chauda
●"ALLAHTA'ALA" us waqt b tha jab koi arsh, lah-o-qalam kuch na tha, "USEE" nay kainat ko wujood baksha zamana ka intizam farmaya
●"WOH" na kisi zamaan say muqtal na kisi zamaan say muqaiyyid
●"WOH" na mahdood (limit) hy aur na mehsoos ki "US" ki hadd batai jaye ya chu'i jaye
✩NOTE
ajsaam k jo b ausaaf aur khawas hyn sab "ALLAHTA'ALA" ki ta'areef may hy
●JO KUCH "QUR'AN-O-HADEES" MAY WAARID HY SAB ISI MA'NA K AITBAAR SAY HY
to bila kisi kaifiyat aur bagair kisi misaal aur tash-beeh k "ALLAHTA'ALA" k shayan-e-shaan hy
🔃To Be Continue..↔🔜