●"ALLAHTA'ALA" ko na zameen ghayray hy aur na hi aasmaan aur na "WOH" rang say muttasif, na chuye janay say na "US" par koi zamana jari aur na "USAY" koi kami-baysi laahiq (mil-sakti hy) aur na tamaam naupaid cheezon ki tarah 6 jihatay "USAY" mu'heet
●"ALLAHTA'ALA" bila kisi hadd k maujood hy aur bagair kisi kaif-o-jihat k mausoof hy
●"ALLAHTA'ALA" waham-o-khayal k tasawwur may nahi aa sakta, na hi fahem-o-firasat say "US" ka koi andaza ho sakta hy aur na kisi makhlooq k mushaba BALKI "ALLAHTA'ALA" AISA MAUJOOD HY JO KISI MAUJOOD K MUSHABA NAHI
"SUBHANALLAH"
●"WOH" "APNI" ZAAT MAY YAKTA HY KOI "US" KA SHAREEK NAHI
●"ALLAHTA'ALA" SAARAY JAHA KA KHAALIQ HY
●arsh, kursi, lah-o-kalam, zameen-o-aasman sab ko "USEE" nay paida kiya
●"APNI" har mashee'yat par qaadir hy sab kuch kar sakta hy
🔃To Be Continue..↔🔜