Unknown

Aamad-e-Sarkar ﷺ Part-07


Amad ~e~ Sarkar ﷺ
 Part=07


🌀Sawal no:-5

MILADDUN NABI صلی اللہ علیہ و سلم ke mauqe par jhanda lagana kaha se sabit hai?

☀jawab:-👇🏻

       Imam Siyuti ‏ رحمة اللہ علیہ bayan karte hai ke Huzur aqdas صلی اللہ علیہ و سلم  ki tashreef aawari ke waqt hazrat jibrayeel amin ‏ علیہ السلام ‎ 70 hazar faristo ke jurmath me'n huzur aqdas صلی اللہ علیہ و سلم ke aastana mubarak par tashreef laye aur jannat se 3 jandhe bhi lekar aaye un me'n se 1 jandha mashrik me'n gada, ek magrib me'n aur 1 Kaaba Muazzama par.

(خصائص کبری جلد صحفہ 82)📝

🌠⚡🌠⚡🌠⚡🌠⚡🌠
ROOH UL AMEEN NE GADHA QABA KI CHAT PAR JANDHA

TA HASHR UDA PARHERA SUBAH SHAB-E-WILADAT
🌠⚡🌠⚡🌠⚡🌠⚡🌠

🇵🇰Alhamdulillah Milad Un Nabi ‏ صلی اللہ علیہ و سلم par jandha lagana farishto ki sunnat hai.

🔃To Be Continue..↔🔜