▫Post--01 ☪ Itikaf Ka Bayaan ☪
بسم الله الرحمن الرحيمالصــلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ
▶Sawal-Aetikaf Kise kehte hain...
🔄Jawab- Allama Asfahayi likhte hain ke " Aetikaf ke lagwi ma'ani hai Ta'azim ki Niyat se kisi Chiz ke paas thehrna .
📚:- Sharah sahih Muslim,jild-3,safah-220
▶Sharayi Ta'arif
Ibaadat ki niyat se Allah Ta'ala ke liye koi khas jagah mukarar karke thehrne ka naam Aetikaf hai lekin Aurton ke liye Shart hai ke jo jagah Unhone Namaz ke liye Makhsus ki hai ke sirf Wahin par Aetikaf kiya jaye.
📚:- Aalamgiri
🔄 To Be Continue...🔜🔜