Unknown

Aamad -e-Sarkar ﷺ Part-01



الصلاة والسلام عليک یا رسول اللہ  صلی علیہ و سلم

Aamad -e-Sarkar ﷺ
🔹🔹Part~01🔹🔹


💝NISAR TERI CHAHEL PAHEL PAR HAZARO EID-E-RABI UL AWWAL 💝

💝SIWAHE IBLEES KE JAHAN MEIN SABHI TO KHUSIYA MANA RAHE HAI..💝

🌕Ibn-e-kasir bayaan karte hai ke iblees char baar buland awaz se roya hai.

1 Pahli baar jab Allah ne ise la'een tehra kar us par lanat ki.

2 Dusri bar jab ishe zameen par bejha gaya.

3 Tesree bar Jab huzoor aqdas صلی علیہ و سلم  ki wiladat Huwi.

Aur

4 choti bar Jab sureh fathiya nazil huwi.

(Al-bidaya Wal nihaya Mutarjim,  jild 2 page no. 570 , Matbo'a Maktab-e-danish , Deoband )

🔰Maloom huwa ke milad-un-nabi صلی علیہ و سلم par chikhna, chillana, rona aur is ki mukalifat karna iblees ka tarika hai.

Momin to apne aaqa صلی علیہ و سلم ki wiladat par khushiya manata hai.

🔃To Be Continue..↔🔜