Unknown

FAJAR KI SUNNAT KAB PADHE

★IRSHAADATE AALA HAZRAT
[Post :10]★


✅Fajar Ki Sunnat Awwal Waqt Me Padhna Afzal Hai .

✳ Hadees Sharif Me Hai Ki Jab Insaan Sota Hai To Shaitan Teen Girah Laga Deta Hai .

Jab Koi Subah Uthte Hi  Allah Azzawajal Ka Naam Leta Hai To Ek Girah Khool Jaati Hai Aur

Jab Wo Wuzu Karta Hai To Dusri Khool Jati Hai Aur

Jab Sunnate Fajar Ki Niyyat Baandhta Hai To Teesri Bhi Khool Jaati Hai

Lihaaza Awwal Waqt Me Sunnate Padhna Afzal Hai
»📚AL-MALFOOZ

●●SALAAM K BAAD DAAYE BAAYE FIRNA●●

✅Kisi Bhi Namaaz Me Imaam Ko Hargiz Nahi Chahiye K Wo Salaam Ferne K Baad Roobaru Qibla Yaani Qible Ki Taraf Mooh Kar K Baitha Rahe.
Imaam Ka Daaye Ya Baaye Firna Mutlaqan Zaruri Hai ..

»📚Fatawa Razviya Jild 3

@ To Be Continue .....©