Unknown

Bad-Aqeedah Aur Gumrah Firqo Ki Pehchaan Part-03

【Part-03】★ Bad-Aqeedah Aur Gumrah Firqo Ki Pehchaan ★


✔ Hadees No.3

Bad-Aqeedah Aur Gumrah logon ki nishaniya batate Hue Huzoor ﷺ Ne ye bhi farmaya Ke Aankhen dhasi Hui Gaalon Ki Haddi uthi hui Peshani ubhari hui Bhaari Dadhi Sar Mundaye hue aur Tehband Upar Ko chadhaye hue Hadees ke Akhir mein Hai Rasoolullah ﷺ ne irshad farmaya is Nasl Ke Log Quraane Kareem ki tilawat to Ro-Ro karenge magar inke galo se nahi utarega Deen se aise nikle hue honge jaise Kamaan se teer Huzoor  ﷺ irshad farmaya Agar Main Inka Zamaana Paau to Inhe Qoum Samood Ki tarah Halaaq wa qatl karu Yani unhe Bilkul mita du


»» Bukhari Jild 2 Safa 633

➡ Unhe Tahbandi paajame aur munde Saro se bhi Bad-Mazhabo ki pehchan ki ja sakti hai halanqi Sar Mundana unche pahanna koi gunah ya Khilafe Shara'a nahi hai balqi Sunnat hai lekin yahan matlab ye hai ki ye log in baato par zyada Zor Denge aur bilkul Farz khayal karenge Yahan Tak ki Shaikh Mohammed Ibne Abdul Wahab Najdi ke baare mein Mash'hoor hai ki agar koi sar na mundaye to wo uska galaa katwa deta tha

●Najadi Ke Ganje Sar Par Ek Zor-Daar Thappad
●Jaldi Laga Laga Har Ek Yaar Aaye

◎To Be Continue......◎