Unknown

Bad-Aqeedah Aur Gumrah Firqo Ki Pehchaan Part-02

【Part-02】★ Bad-Aqeedah Aur Gumrah Firqo Ki Pehchaan ★


✔ Hadees No. 2

Hazrat Ali رضي الله عنه se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ ne irshad farmaya Akhir Zamane mein kuch Aise log paidah Honge jo Ba-aitebar umr kam honge Aql se paidal honge Inki Baate Sabse behtar hogi Imaan Inke halaq se niche nahi utrega Deen Se Aise Nikle hue Honge jaise teer Kamaan  se nikal jaata hai to Tum unhe jahan paoge Qatl karo inke Qatl Karne mein har qatl karne wale ko Qayamat ke Roz Sawaab Milega


»» Bukhari Jild 2 Safa 1024

➡ Aage ye bhi hai Tum log apni Namazo Rozo ko unke muqabile nihayat Kamtar khayal karoge

✔ Aaj Kal waqayi baatil firqo mein ye nishaniya paayi jaati hai Ba-zaahir bade bhole maloom hote hai aam taur par log kehte hai unhone bahot achhi baate batayi , bahot pabandi se Ibadat karte hai aur ye Saari nishaniya wahabiya devbandiya aur deegar bad-aqeedah Jamaat walo mein poore tareeqe se paayi jati hai

●Gulame Raza Inse Dhokha Naa Khana
Aur Raza Ka Ye Paigaam Naa Bhool Jana

●Raza Nafs Dushman Hain Dum Mein Naa Aana
Kaha Tumne Dekhe Hain Chandrane Wale

◎To Be Continue......◎