Unknown

AQEEDA-E-TAUHEED【Part-11】


●last part thoda bada hy poora zaroor paday'n

●"ALLAHTA'ALA" ki zaat jihat, zamaan, makaan, sukoon, shakl, soorat, hawadisaat wagairah say paak hy

●Is qism ka aqueedah rakhna jis say jihat, makaan wagairah ka tasawwur hota hy, KUFR HY

»»HAWALA
"SHARH-E-AQUAID MA'ALAL QARI MA'HASHIYA NIBRAS, PAGE-223"

"USOOL-E-BAZDODI, PAGE-28"

"MUSAHIRAH, PAGE-44"

"AL-MOOTAMID"

"KITAB-UL ARBAIN, PAGE-93"

"SHARH-E-AQUAID-E-NISFI, PAGE-33/35"

"NIBRAS, PAGE-191"

"SHARH-E-MAUFIQ, PAGE-8"

√●yah woh KITABAY'N hyn, jin ko tamaam maktab-e-fikr k U'LMA mustanad tasleem kartay hyn aur "JIN" "HAZRAAT" nay IN KITABO'N ko likha hy "UN" "HAZRAAT" ka ilm-o-fazl sabhi maktab-e-fikr k logo ko musallam hy

●lihaza WAHBIYA "ALLAHTA'ALA" k liye jism-o-jismaniyat ka aqueeda rakhnay ki buniyad par KAAFIR-O-MURTAD hyn

●"AHL-E-SUNNAT WAL JAMA'AT" k musallamut suboot IMAM "SHAIKH ABDUL-GANI NA'BULSI" (alaihir'rehma) "APNI" mash'hoor kitab "AL-FATHURRABBANI, PAGE-112" par farmatay hy'n
"jis ka yah aqueeda ho ki "ALLAHTA'ALA" aasmano aur zameen ko bharay huye hy aur "WOH" jism hy, aasman k oopar baitha hy AISA SHAKHS KAAFIR AGARCHAY WOH APNAY KO MUSALMAN SAMJHAY"
»»(BA'HAWALA WAHABIYAT BAY'NAQAB, PAGE-34/35)

✩NOTE
in tamaam hawala jaat aur musallamut suboot "A'IMMA-E-KIRAAM" k tauzihaat say saabit ho gaya ki
agar koi shakhs "ALLAHTA'ALA" ko kisi jihat (simt) may honay ka aqueeda rakhkay WOH BILA SHUBAH KAAFIR HY aur yahi aqueeda 4ro "A'IMMA-E-KIRAAM" aur "A'IMMA-E-SALF O KHALF" 
»»(rizwanullahiajma'een) ka hy
(MIRQAT SHARH-E-MISHKAT, JILD-3, PAGE-300 AJ IMAM MULLA ALI QARI)

●badqismati say hamaray darmiyan 1 aisi badbakht qaum paida ho gai hy jo apnay ko AHL-E-HADEES (jo haqeeqat may ahl-e-khabees hy) kehtay hy aur kuch to DEO K BANDAY HYN

●is QAUM-E-WAHABIYA nay poori ummat k i'jmai aqueeday say baghawat kartay huye

"MA'AZALLAH"

●"ALLAHSUBHANAHU" k jism-o-jismaniyat ka shaitani aqueeda rakhti hy isiliye ham nay poori ummat k i'jmai aqueeda ko ikhtisaran bayaan kar diya

●taki musalman is bay-huda qaum k shaitani aquaid-o-nazriyat say bachay aur in say khud b door rahay aur apnay ahl-o-ayal aur musalmano ko b door rakhnay ki poori koshish b karay

🔃TOPIC OVER..↔