Unknown

Jahannam Ke ThekeDaar [Part 05]

Jahannam Ke ThekeDaar [Part 05]


Mohammad Bin Abdul Wahab Najdi Kharizi Kaun Tha ?



Dosto Yeah Shaks Ne 17 Vi Sadi Me Wahabiyat Ki Buniyaad Rakhi Aur Iske Naam Ki Nisbat Se Hab Kharizi Firqa Wahabi Kah Laya



Pichhle Ke Posts Me Aapne Sarzamin e Najd ke Bareme Padha Tha Ki Wahase Fitne Aur Saitaani Firqa Paid hoga



☀Dosto Wahise 1703 Iswi San Me Uyayna Jo Najd Ka Ilaqa Hai Waha Par Mohammad Bin Abdul Wahab Najdi Ki Paidaish Hui



Najd Kaha Hai Aur Kya Hai ?
NAJD Saudi Arabia Ka Ek Ilaqa Hai



Mohammad Bin Abdul Wahab Najdi Pahle Hambali Fiqah Se Taalluqaat Rakhta Tha Aur Khud Imam Ahmad Bin Hambal Radiallaho Tala Anhu Ka Muqallid Tha Lekin Fir Isne 7 Vi Sadi Ke Kharizi Jinka Naam Tha IBNE TAIMIYA Ko Apna Imam Mana Aur Gair Muqalliyad Ki Buniyad Rakhi



Yeah Ibne Najdi Ne Taqleed Ko Haraam Kaha Aur Jo Bhi Iski Baato Aur Tariqo Pe Nachale Unhe Kafir Kaha



☀Mohammad Bin AbdUl Wahab Najdi Ne Apne Aqido Par Ek Kitab Likhi Jiska Naam Hai KITAB UT TAWHID Likhi Jisme Isne Apne Batil Aqeedo Ki Buniyaad Rakhi Aur Musalman Ko Qatl Karna JaiZ Kaha



Uss Waqt Ke Ulama E Haq Ne Mohammad Bin Abdul Wahab Najdi Ka Aur Uski Kitab o Aur Mazhab  Ka Khub Radd Kiya Aur Logo ke Iman Ko Bachane Ki Kosish Ki



Khud Is Najdi Ke bhai Sulemaan Bin Abdul Wahab Rehmatullahi Alayhe ne Apne Bhai Ka Boycott Kiya Aur Iske Khilaaf BooK Bhi likhi Jisse Mohammad bin Abdul Wahab Najdi Aur Uske Gande Mazhab Ka Pardafaas Hogaya Tha



Allama Shaami Hanafi , Imam Ahmad Saavi Maliki Ridwanullah azmain Jese Uss Waqt Ke Jayyad Ulma E Haq Ne Mohammad Bin Abdul Wahab Najdi Ko Baagi Kharizi Karar Diya Aur Logo Ke Iman Bachane Me Koi Kami Na Chhodi
   
Reference
[Shami Jild 3, Babul Bagaat Safa 339]
[Tafseer e Saavi Jild 3 Safa No
All Haqqul Mubin Page No 7-8



Continue